Main Chaahoon Sapno Mein Bas Saath Tumhara Ho
સારા સંગીત અને સારી ફિલ્મ વચ્ચે હું ધારું છું એટલુ correlation નથી. એ વાતની અનુભુતી ઘણીવાર થઇ છે. અને આજે અહીં જે મુક્યું છે, એ ગીત આ વાતની એક સાબિતી. ફિલ્મનું નામ : ખ્વાહિશ. મલ્લિકા શેરાવત ને લીઘે ફિલ્મ ચર્ચામાં આવી ખરી.. પરંતું એક વાર પણ એના ગીત સાંભળવાની ઇચ્છા ના થઇ. એક દિવસ જ્યારે અચાનક આ ગીત સાંભળ્યું, ત્યારે એ એક સુખદ આંચકો હતો. આવું સરસ ગીત આજ સુઘી કશે ના સંભળાયુ?
Raat Ko Chupke Se Aata Hai Ek Farishta
Kuch Khushiyon Ke Lamhe Laata Hai Ek Farishta
Kehat Hai Sapno Ke Aagosh Mein Kho Jao
Tum Bhool Ke Gham Sare Chupke Se So Jao
Main Moond Ke Palkon Ko Jane Kab So Jati Hoon
Anjani Nagri Mein Kahin Ghoom Ho Jati Hoon
Main Chaahoon Sapno Mein Bas Saath Tumhara Ho
In Mere Haathon Mein In Mere Haathon Mein Haath Tumhara Ho
Main Chaahoon Sapno Mein Bas Saath Tumhara Ho
Geeton Ki Rimjhim Mein Chaahat Ke Mausam Mein
Tum Hum Se Milte Ho Hum Tum Se Milte Hai
Din Raat Badalte Hai Haalaat Badal Te Hai
Har Ek Pal Har Ek Lamha Hum Sang Sang Chalte Hai
Phir Subah Hoti Hai Aur Tutte Hai Sapne
Na Jaane Aise Kyon Roothte Hai Sapne
Tum Tanha Rehte Ho Main Tanha Rehti Hoon
Ek Baar Nahin Sau Baar Mein Phir Bhi Kehti Hoon
Main Chaahoon Sapno Mein Bas Saath Tumhara Ho
Anjaani Raahon Mein Jeevan Ki Baahon Mein
Kabhi Sukh Bhi Milte Hai Kabhi Dukh Bhi Milte Hai
Kal Kisne Dekha Hai Kal Kisne Suna Hai
Taqdeer Ke Yeh Afsane Hum Sab Ko Chalte Hai
Kabhi Khwahish Dil Ki Yahan Puri Hoti Hai
Kabhi Khwahish Dil Ki Dil Mein Rehti Hai
Pal Pal Yeh Safar Lekin Chalta Hi Rehta Hai
Har Saas Mein Ek Rang Naya Bharta Hi Rehta Hai
Main Chaahoon Sapno Mein Bas Saath Tumhara Ho
Main Chaahoon Sapno Mein Bas Saath Tumhara Ho
In Mere Haathon Mein In Mere Haathon Mein Haath Tumhara Ho
In Mere Haathon Mein In Mere Haathon Mein Haath Tumhara Ho
Main Chaahoon Sapno Mein Bas Saath Tumhara Ho
Main Chaahoon Sapno Mein Bas Saath Tumhara Ho
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home