HAZAARON KHWAHISHEIN AISI.... Mirza Ghalib
Artist: Jagjit Singh
Album: Mirza Ghalib
Upload music at Bolt.
HAZAARON KHWAHISHEIN AISI KI HAR KHWAHISH PE DUM NIKLE,
BAHUT NIKLE MERE ARMAAN LEKIN PHIR BHI KAM NIKLE ||1||
NIKALNA KHULD SE AADAM KA SUNTE AAYE HAIN LEKIN,
BAHUT BE-AABRU HO KAR TERE KUCHE SE HUM NIKLE||2||
MOHABBAT MEIN NAHIN HAI FARQ JEENE AUR MARNE KA,
USI KO DEKH KAR JEETE HAIN JIS QAAFIR PE DUM NIKLE||3||
KHUDA KE VAASTE PARDA NA QAABE SE UTHA ZAALIM,
KAHIN AISA NA HO YAAN BHI WAHI QAAFIR SANAM NIKLE||4||
KAHAN MAI-KHAANE KA DARWAZA 'GHALIB' OR KAHAN WAAIZ,
PAR ITNA JAANTE HAIN KAL WO JAATA THA KI HUM NIKLE||5||
( My special thanks to Mital, for sending this beautiful gazal to me. )
1 Comments:
Jayshree,
Thanks for appreciating.
Its just that you are doing a very nice work of reaching to thousands of gujaratis via music and being an music lover, i found this oppurtunity to do something in this nice work.
Thanks,
Mital
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home